Friday, July 07, 2006

Pakhiyaan sang dil na rakhiyaan!!

Pag parchaiyan baandhe na pakhiyaan
kaun jaane kaun baras pakhiyaan ud jaave

Pakhiyaan sang dil na rakhiyaan sakhiyaan
jaane kab yun baras baras ankhiyaan chad jaave
Haye sab pakhiyaan ud jaave

........................................................................
kauno bhi ungli se ud na paave
pankh bhi ungli se ug na paave

udan jaave subah, mann saanjh thakiyaan
raina ke pal-pal, naina ke jal, haye takiya lad jaave
Haye jab pakhiyaan ud jaave

........................................................................
kauno bhi pankh tale chaanv na paave
dil me bas din hi jale, saanjh na aave

phoonke se mann kabhi bujhe na sakhiyaan
chulha jiya ka phoonke to raakha chakhiyaan pad jaave
Haye jab pakhiyaan ud jaave


( I know must be thinking...
Coarse choice of words
Hoarse noise of birds

Just a lesson learnt; never get used to things/people, around only for a while!)

No comments: